Website kaise banaye
Agar apko aapki khud ki website banani haito.mai aap ko bataunga ki free me website kaise banaye
Website banana bahut asan hai. Aap ka lagega sirf gmail ID.
Step 1 - chahiye ek gmail account
Him gmail ID ko use kar ke websitebanayenge, blogger ya Google ka product hai blogger par hum free me website bana sakte hai.
Sabse pahle aap ka lagega aap ka gmail ID
Abhi aap www.blogger.comcom pe jaye yaha aap ka gmail ID aor password se login kare.
Step 2 - banayiye blogger account
Login karne ke baad aap ko screen par new blog button par click kare
New blog par click Marne ke baad agle screen par aap ko website ka naam aor website ka address dalna hoga website ka title aor website ka address dalne ke baad template select kariye template select karne ke baad niche created blog button par click kare.
Step 3 - Add kijiye new post
Humne abhi website ki link choose kar ki hai. Humara website thodi der me ready ho jayegai.
Angle screen par new post par click kare Hume ab humara article likhe article likhne ke baad publish button par click kare aap ki website abhi ready hai.
Aap apni website abhi browser pe dekh sakte hai. WO abhi publish ho gao hai. Agar aap ko apne website ke liye free me Mobile aap banana hai to ye article padhiye
Aapke website se paise bhi kama sakte hai
Aap ko ye article kaise laga niche comment me jarur likhe
No comments:
Post a Comment